| |
“Humlogon ko kabhi yeh mahsoos nahi hua ki hum apne parivar se door hain kyunki humlogo ko yehan ek parivar ki tarah rakha gaya.Aur isi dauran hamen us layak banaya gaya ki aaj hum log naukri karte samay yeh nahi mahsoos karte ki kuch bhi naya Hum logo ne sabhi cheezo ko apni ankon ke samne se guzarte dekha hai jo humne ISOMES mein seekha.Vaise toh seekhna kabhi khatm nahi hota magar ISOMES ne hamen bahut kuchh diya. “ Yakin nahii aata toh hamare hathon ki talashi le lo, Hamare hathon mein lakiron ke siva kuchh bhi nahii hai” Hum sirf apna kal lekar aaye aur use sanvara ISOMES ne. Hamen toh bus hamara dossra parivar mila yehan.”
|
Name : Satendra Upadhyay |
company : News24 |
Designation : Crime Reporter |
|